• Search

    Navjsr Tricks and Info

    All Useful Tricks and Information in hindi

    Thursday 19 January 2017

    Kese Pata Kare Kisi Bhi Bank Ka IFSC code Bina Bank Jaye..


    IFSC Code 11 digit ka Indian Financial System Code hai jo Reserve Bank Of India ke dwara kisi bank ki branch ke identification ke liye jari kiya jata hai, ye code online transactions jaise ki NEFT, IMPS aur Wire Transfer etc. ke kaam aata hai...

    Aaj kal internet or technology ka jamana hai aur har kaam online hone laga hai, sabhi log internet banking aur online transactions ke jariye payment karne lage hai.

    Agar aapko bhi online transaction ke liye IFSC Code ki jarurat padti hai to main aapko batane ja rha hun kaise aap kisi bhi bank ki branch ka IFSC Code kaise maloom kar sakte hai.

    Also Read
    hyderabadi-veg-biryani-recipe-in-hindi...

    Bank Ka IFSC Code Kaise Pta Kare :

    1.  Sabse pahle aap www.ifscswiftcodes.com par jaye.



    2. Ab jis bank ka IFSC Code aap jan na chahte hai uska Bank Name, State, District aur Branch select kijiye.




    3. Uske baad niche aapko us bank ka IFSC Code aur baaki details show ho jayegi.


    Is tarah aap aasani se apne bank ka IFSC Code dundhkar online transactions me use kar sakte hai...

    #Abhinav Yadav
    @Navjsr

    No comments:

    Post a Comment

    Cricket

    Shayari