• Search

    Navjsr Tricks and Info

    All Useful Tricks and Information in hindi

    Sunday 28 May 2017

    Ek asan Trick se Whatsapp Par Shedule/Time Set Message Kaise Kare...




    Aaj Whatsapp ke update feature Me Aapko Bahut hi mast Aur jabardast Jankari share karne ja raga hu..
    Jisme Aap Apne friends ko schedule message kar sakte hai.. Yani Time set karke whatsapp par message kaise kare...
    Android Mobile Se whatsapp par shedule message Ya Phir Time Set Karke Automatic Send Hone wala message kaise kare...

    Aaiye Hum aapko Aasan aur simple Tricks me bata rahe hai aage hum iphone user ke liye bhi trick batayenge philhal aaiye android user ke liye jante hai Ab Aap hamari step ko follow kare...

    Step 1

    Sabse Pahle Aap Apne smartphone me shedual Whatsapp Message Ko download kar install Kijiye.

    Step  2

    Download karne ke bad Isse aap install kar le
    Phir open kare
    Open karte waqt Wo Aapse Super user Ka Access  Mangega Aap Ab issse Ok kar de.
    Yahi nahi Iske bad Aapke Screen par pending message aaayega, Kai Option Aayega, Jiske Right Side Aapko Ek pencil ka icon Dikhai Dega,Uspar Tap Kar Dijiye...

    Step 3

    Jub Aap icon par click karenge, To icon par click karte hi, Contant Select Karne ke liye Aapko option Milega,Ab Aap Jisse Bhejna Chahte Hai,Usse Select kare,
    Ek bat Dhayna de Yaha Par Aap Contact ke Alawa pura group bhi select kar sakte hai,

    Step 4

    Ab Aapko jo bhi message anybody Kuchh bhi Agar Aap Bhejna Chahte Hai,Usse Type Aur Time Set Kar De,

    Step 5

    Ab Aap Sabse niche Aapko Ek Add button diya hoga, Gaur se dekhe , Ab Aap uspe tap kar shedual kar De , isse Aapka Message Schedule ho jayega.

    Step 6

    Jub Aapka Message shedual ho jayega,  To Time hote hi wo message send ho jayegi, Message Send Hone ke bad iska notification Aapka mil jayega,

    Note--●
    Iss Method Ko Aap Bina Internet Use na kare, Yani Jub Aap time set kar denge, To uske bad Aap apna internet on hi rakhe agar Data pack Off Ho gaya To, Aapka Message Send nahi hoga...



    Maine Upar Android Ke Liye Jo process batai hai wo Sikh Liya ab Hum IOS Ke Liye Janenge,  Yani IPhone Me Whatsapp Schedule Message Kaise kare. Ek Bat mai jo aapko Pahle Hi bata de raha hu, Yah App IPhone Ke liye uplabdh to hai, But Isme aapko Kuchh charge Dena Padega, Kyuki Yah Free Nahi Hai Aap App Ko Buy Kare to ab hum process jante hai...


    IOS Ya Iphone Me Whatsapp Schedule Message Kaise Kare...

    Step 1

    Isme Bhi aapko Android Ki tarah Sabse Pahle Aap schedule whatsapp message Download  Karna Hoga,

    Step 2

    Jub ye download ho jaye to uske bad Isse aap install kar le , Phir Open kare...


    Step 3

    Ab Aapko Jisse bhi message Bhejna hai, Uske Contact par tap kare, Aur uske bad message type kare...

    Step 4

    Ab Aap Kuchh time tak Send Button  press karke rakhe

    Step 5

    Ab Aapke Screen par Kuchh option aayenge,Usme se ek option Schedule ka bhi hoga Aap Uspar Tap Kare...

    Step 6

    Bus Ab kya Ab Aap time aur date ko set kar de. Phir Kya Aapka Message Iphone me bhi Schedule Ho gaya, Ab uska time hote hi automatic ye message send ho jayegi....

    Hello Friends Hamara ye post aapko kaisa laga aap hame comment karke bataye....
    Yah post one year old hai jisse aaj update kiya gaya hai.......

    Abhinav Yadav jsr
    @ Navjsr

    No comments:

    Post a Comment

    Cricket

    Shayari