• Search

    Navjsr Tricks and Info

    All Useful Tricks and Information in hindi

    Sunday 23 October 2016

    Reliance Jio ka Balance or internet Kaise check kare ...?(Jio USSD Code In Hindi...)



    Halanki Isse Hum Free Me 1 Year Tak bhi Use  kar sakte Jiska Trika bhi mene isse pahle aapko logo ko bataya hai,  
    Jisse aap Pure 1 Year Reliance Jio sim me aap internet use kar sakte hai, Wo bhi 4G data me, Isme aap Voice Call to nahi kar sakte Lekin Free me Aap internet Use kar sakte hai...

    Agar aap abhi tak jio internet 2017 tak free nahi kiya hai to kese 2017 tak free unlimited jio net kese use kate niche diye huye link par click kare..

    http://navjsrinfo.blogspot.com/2016/10/reliance-jio-sim-1-year-unlimited-free.html

    Aise Agar Aap Lyf Brand Users hai to aap isse 2017 Tak Use kar sakte hai, Agar Aap Lyf Brand Users nahi hai, To Aap ye post jarur padhai...

    Aise Aap Tension Na Le Agar Aapka welcome Offer bhi khatm Ho jati hai, To Aap Reliance Jio Ke Sasta plan Se Aap Reliance Jio 4G ka maza le sakte hai, Jisme aapko data usses ki chinta karne ki jarurat nahi hai,

    ◆ Jio ka Balance or data pack Kaise check kare?
    ◆Jio sim Ka khud se apna Number Kaise Dekhe?
    ◆ Jio khas Offer ke liye USSD Code ?

    Trick 1st
    Pahli trick Aap Reliance Jio SIM Me *333# Dial karke iska balance Check kar sakte hai or internet balance check kare ke liye dial kare *333*1*3*#.

    Trick 2nd
    Aap Write message me MBAL  type kare, Uske bad isse Aap 55333 itna par bhej De.
     Activate 4G data Call 1925 or sms START to 1925.

    Customer care no. 198
    Apna jio no. Janne ke liye dial kare no.*1#

     Jio Ke Balance Ki Validity Janne Ke Liye kya kare?
    Ye bhi ek message type karne ke kar sakte hai, To Aap apne message box me jakar type kare BAL  Aur turant isse 199 Par bhej de,, Aur jane apne prepaid balance aur sath me uski validity bhi.

    Padhne ke liye dhanyawad...

    #Navjsrinfo

    No comments:

    Post a Comment

    Cricket

    Shayari