• Search

    Navjsr Tricks and Info

    All Useful Tricks and Information in hindi

    Friday 14 October 2016

    Reliance Jio SIM 1 Year Unlimited Free Use Karne Ka Tarika...



    Abhinav Yadav Jsr        

    Trick

    Reliance jio internet offer ab December 2016 tak nahi balki December 2017 tak free me use kare....

    Ji ha Aapne Suna hoga Na Welcome Offer Yani Reliance Jio ki free SIM ka use hum December 2016 Tak hi kar sakte hai, Agar mai kahu nahi Aap December 2017 Tak Use kar jayenge, Mai pakka kehta hu Aapko Yakin nahi hoga, Lekin ye such hai, Isliye Aka mai aapko bata raha hu Reliance Jio Welcome Offer Ka Date December 2016 Se December 2017 Me Kaise Badle .


    Aapko to ye pata hi Hai , Log avi isko kitna use kar rahe, Ek to free hai hi, Uske  bad bhi itna jabardast Internet speed , Are ye sub to Kuchh bhi nahi Iske offers bhi kamal ke hai, Aise Bhi Aapko offers se koi lena dena hai, nahi Kyuki Aap Isse 2017 Tak book kar sakte hai.

    Philhal Avi to Jio Ke mukable Koi nahi aaya hai, Lekin Aisi Kai company hai jo isse mat dene ki taiyari me juti hui hai.
    Aise Reliance JIo Ki Commercial Lounch ke bad Ek khabar aai thi Reliance Jio apne welcome offer ki Date Badhakar isse December 2016 Se December 2017 Karne wali hai.

    Halaki Isme aapko SMS aur voice Call nahi milega, But Free Me Internet Milega wo bhi Puri speed ke sath, Isliye mai aapko Aaj bataunga 4G Support Mobile Me 2017 Tak Free internet kaise Chalaye

    Isse Pahle Aap mere pichhle post Par Ek NAzar Dale, Jo Reliance Jio Se Releted Hai.


    Ab mai aapko Step Wise karke bata raha hu.

    Step   1
    Sabse pahle Aap apna phone root kar le, Ji is trick ke liye Aapko Apna Phone Root jarur  hona Chahiye, Bina Root Phone me Ye trick kam nahi karega. Sath Hi ye Trick IPhone User ke liye nahi hai.

     Phone Root kaise kare Janne 
    ###Bus itna aap Jan le phone ko root karna bahut hi aasan hai, chaliye hum jante hai step by step se, Bus root karne ke liye hame ek application ki jarurat padegi, chaliye hum aapko achhe se ek step me hi bata raha hu,

    Step   1

    Sabse pahele aap apne Mobile me KingRoot Download  kijiye,
    Ye aapko play store me mil jayegi ya phir aap KingRoot Ke Official website se download kar skate hai,

    Ya phir niche diye gaye link se Download kar le,

    Download KingRoot For Android
    Step     2
    KingRoot Download hone ke bad usko aap install kare,

    Step   3
    KingRoot Ko install hone ke bad aap usse open kare,



    Step    4
    Phir Uspe "Get Now" ka option pe click kare,
    Step         5
    Phir Rooting ki process start ho jayegi, Us process ko aap pura hone de,
     hai, 

    Ab aapka  Phone successfully root  ho gaya hai, isi tarah se aapki rooting ki process complete ho jayegi, wo bhi Without using PC ,
    Rooting time me phone restart ho sakta

    Q....Kya Ye Trick IPhone Aur Android Dono Me work karega?
    Ans. ...... Nahi Ye iPhone me work nahi karega, Sirf aur sirf ye trick Android me hi work karti hai, Isliye Isse aap iPhone Me karne ki Koshis na kare.####


    Step   2
    Ab Aapko 2 App install karna padega,  Jisme Kitkat,Lollipop Aur Marsomola Ke Liye alag-Alag app hai,

    1....Kitkat Ke liye:: Exposed Installer Aur IMEI Yani Aapko Android 4.4 Kitkat Device Me Aapko Exposed Installer Aur IMEI Changer App Insatll Karni hogi .

    2. Lollipop Aur Marsomola :: In Dono ke liye Sem App Aap Dono Me se koi ek device se 2 App Ko Download kar le.
    (a) expose Framework Install
    (b) Expose IMEI  Changer App

    Note = Ye sabhi app Google play store me available Hai, Aap play Store Se download kar le.

    Step   3
    Smartphone Reboot kare
    Dono hi app Download Karne ke bad, Usse install kar le, 2No App Ko Install karbe ke bad aapko expose installer Me IMEI Changer Module Ko enable karna hoga aur phone ko Reboot karna hoga.

    Step  4
    Ek Aur bat Aapko Avi mai jo bataunga usse aapko flow jarur kare, Agar Aisa nahi kar pate to Sayad aap Is trick ko Use nahi kar payenge.
    Apne smartphone Ki IMEI number Kisi Life brand ke IMEI number se Badalna hoga, An aapka sawal hoga

    Que:Fy Mobile Ka IMEI number Kaha Se laye
    Ans:Simple Aap kisi Reliance Digital Store Par jaye Aapko Waha mil jayega.

    Step 5
    MyJio App Download kare
    Ab Aap phir se play store open kare, Aur MyJio App Download kare, Iske bad open kar install Kar Sabhi Jio App Install Kare.
    Download MyJio App On Google play Store

    Step 6
    Smartphone Reboot kare
    Sabhi App Ko Install karne ke bad apne phone ko phir Se reboot kare,

    Step 7
    Ab Aap MyJio App me Sign kare, My Jio App me Sign kaise kare,
    Sabse pahle Aap MyJio App Ko open kare, uske bad aap Scip Sign Ka button press kare, Ek bat ka Dhayan rahe is Proceess me aapko Kuchh samay lag sakta hai, Thoda wait kar le, Configuration Aapne last step kar liya, Aapne Sign Kar chuke hai,Jaise hi ye step Clear hoti hai, Ab Aap dekhe Aapke welcome Offer Ka Date December 2016 Se badhkar December 2017  ho gaya hoga.

    Or aap sabhi log December 2017 tak jio net enjoy kare
     Agar koi dikar h to aap mujhe comment kar sakte h..


    Plz comment kare
    NAVJSRINFO

    1 comment:

    Cricket

    Shayari