• Search

    Navjsr Tricks and Info

    All Useful Tricks and Information in hindi

    Thursday 15 March 2018

    Khoye Hue Phone Ka Location Track Kaise Kare...?

    Google track My Phone Se khoye hue Phone ka pata kare...

    Lekin kisi bhi phone ko track karne se pahle..
    Kuchh na kuchh requirement hoti hai jo rahna bilkul jaruri hai... agar wo sabhi aapke phone me nahi rahegi to aap apne phone ko dhundhne me nakyab rahoge to yaha mai aapko kuchh point niche bata raha hu agar aapke phone me ye sub hai to aap aasani se apne phone ko track kar sakte hai...

    1. Aapka Phone 24 meter ke dayre me rahna chahiye yani isse jayada Dur hoga to aap track nahi kar paoge iske liye aapko hamara Dusra Post padhna hoga
    2. Aapke Phone me latest google app install rahna Chahiye ji ha Puri tarah update new version me isliye aap apne App Store me auto update On karke rakhe Thodi data jayada Lagti hai But kisi na kisi din fayeda hi karti hai
    3. Mobile ka location on hona chahiye yani phone location service active hona chahiye
    4. Aapke Phone ka Internet data Bhi on hona Chahiye
    5. Agar aapke pass Computer hai to aap Computer ka use kare agar nahi hai to Android Device Manager App Use kar Sakte ho ...
    Also Read
    Click
    👇👇👇👇👇👇

    Kese Pata Kare Kisi Bhi Bank Ka IFSC code Bina Bank Jaye.. 


    Google: Track My Phone or Find My Phone Se Apna Kaise Dundhe...

    1. Sabse pahle aap Google Search Bar Me jaye Aur Usme Type kare “ Find My Phone”
    2. Uske bad Sign In par Click karke Aap apne wahi gmail Id Se Login kare jo aapke Phone ke account me Activate hai Agar Aapko Nahi malum Gmail Account Kaise banaye To ye padhe.
    3. Ab aap Kuchh time wait kare Google aapka Phone Search Karr aha hai .
    4. Phone Search Hone ke bad aapke samne ek map open hoga Isme aap Right side Dekhe aapke Phone ka name Likha hoga Kon sa company ka Phone hai Aur Kon Sa Model hai.
    5. Uske bad Aap bich me dekha Bahut bada map Open hua hoga Uss map me dekhe Aapka exject Phone ka location Show Ho raha hoga.
    6. Map dekhne ke bad Bhi Aap apne Phone nahi Dhundh paye hai to Aap niche Blue colour me Left side dekhe Ring option Hoga aap Waha Click karke aap apne phone par Ring kar Sakte hai....

    Aapne upar sikh Liya kaise Hum Aasani Se Khoye hue Phone Ko dhundh sakte hai
    Finally iss Trick me koi point hard nahi tha phir bhi agar aapka Koi Sawal Hai To aap Hamse Comment me share kare aur uska jawab paye bahut jald Agar aapko wakai me ye article Pasand aaya Ho to aap Facebook pr comment karke bata sakte hai...
    Thank you 

    No comments:

    Post a Comment

    Cricket

    Shayari